Mohammad Rafi - Aasmaan Se Aaya Farishta lyrics
Advertisement
Aasmaan Se Aaya Farishta lyrics by Mohammad Rafi
Chorus: la la la la la laRafi: o jaaneman dilara, ek nazar idhar bhi
(aasmaan se aaya farishta pyaar ka sabak sikhlaane
dil mein hai tasveer yaar ki laya hoon woh dikhlaane) (2)
kaho pyaar hai tumse
Sharmila: ja ja
o jaana kaho pyaar hai tumse
Sharmila: ja ja ja
Chorus: la la la la la la la la la la
(seekho zara seekho andaaz pyaar ka hum se tum
kar lo aji kar lo iqraar pyaar ka hum se tum) (2)
(aasmaan se aaya farishta pyaar ka sabak sikhlaane
dil mein hai tasveer yaar ki laya hoon woh dikhlaane) (2)
kaho pyaar hai tumse
Sharmila: ja ja
o jaana kaho pyaar hai tumse
Sharmila: ja ja ja
Chorus: la la la la la la la la la la
(dilbar teri khaatir main chaand chhod kar aaya hoon
dene nazrana main apne pyaar ko laya hoon) (2)
(aasmaan se aaya farishta pyaar ka sabak sikhlaane
dil mein hai tasveer yaar ki laya hoon woh dikhlaane) (2)
[ Mohammad Rafi Aasmaan Se Aaya Farishta lyrics found on http://www.lyricsoncall.com/lyrics/mohammad-rafi/aasmaan-se-aaya-farishta-lyrics.html ]
kaho pyaar hai tumse
Sharmila: oh silly
o jaana kaho pyaar hai tumse
Sharmila: don't be silly
Chorus: la la la la la la la la la la
(saaya hoon main tera tere saath saath hi aaunga
aashiq hoon main tera baahon se baandh le jaaunga) (2)
(aasmaan se aaya farishta pyaar ka sabak sikhlaane
dil mein hai tasveer yaar ki laya hoon woh dikhlaane) (2)
kaho pyaar hai tumse
Sharmila: hmm?
o jaana kaho pyaar hai tumse
Sharmila: uh huh
kaho pyaar hai tumse
Sharmila: haan
o jaana kaho pyaar hai tumse
Sharmila: haan haan
kaho pyaar hai tumse
Sharmila: kahaa na
o jaana kaho pyaar hai tumse
Sharmila: haan haan hai
kaho pyaar hai tumse
Sharmila: hmm
Lyrics info
We are happy to feature these Mohammad Rafi Aasmaan Se Aaya Farishta lyrics. These are the words sung by Mohammad Rafi in the song, Aasmaan Se Aaya Farishta. These Mohammad Rafi - Aasmaan Se Aaya Farishta lyrics are copyright to the rightful owners. We in no way claim the copyright in the lyrics.
We have tried to make these Mohammad Rafi Aasmaan Se Aaya Farishta lyrics as accurate as possible, but if you find any errors in the Aasmaan Se Aaya Farishta lyrics, please let us know. If you wish to have free downloads of Mohammad Rafi Aasmaan Se Aaya Farishta mp3, iPod aac music, Windows Media wma music, ringtones or videos, please visit the relevant links.
