Mohammad Rafi - Aadmi Sadak Ka lyrics
Advertisement
Aadmi Sadak Ka lyrics by Mohammad Rafi
(koi kaam nahi hain mushkil jab kiya irada pakka
ke main hu aadmi sadak ka - 2 ) - 2
mohabbat mera dharm imaan hain - 2
meri jaat toh sirrf insaan hain
wahi jisne banaye hain dono jahaan - 2
woh mera raam hain mera rehmaan hain
sir jhukaya toh dekhi kaashi aur sajda kiya toh makka
ke main hu main hu main hu aadmi sadak ka
koi kaam nahi hain mushkil
jab kiya irada pakka
ke main hu aadmi sadak ka - 2
pitche hat jau yeh maine sikha nahi -2
hogi manzil kaha yeh bhi socha nahi
[ Mohammad Rafi Aadmi Sadak Ka lyrics found on http://www.lyricsoncall.com/lyrics/mohammad-rafi/aadmi-sadak-ka-lyrics.html ]
jab bada hausla phat gaya phasla - 2
rokne se kisi ke main rukta nahi
himmat hi mera tanga himmat hi mera ekka
ke main hu main hu main hu aadmi sadak ka
koi kaam nahi hain mushkil
jab kiya irada pakka
ke main hu aadmi sadak ka - 2
ek sadak hain yeh insaan ki zindagi - 2
iske har mode par miltey gam aur khushi
jo bhi ghabraya woh reh gaya raah mein - 2
aur gaya jo usi ko hain manzil mili
thokar ko mari thikar aur dhakke ko mara dhakka
ke main hu main hu main hu aadmi sadak ka
koi kaam nahi hain mushkil
jab kiya irada pakka
ke main hu aadmi sadak ka - 2
Lyrics info
We are happy to feature these Mohammad Rafi Aadmi Sadak Ka lyrics. These are the words sung by Mohammad Rafi in the song, Aadmi Sadak Ka. These Mohammad Rafi - Aadmi Sadak Ka lyrics are copyright to the rightful owners. We in no way claim the copyright in the lyrics.
We have tried to make these Mohammad Rafi Aadmi Sadak Ka lyrics as accurate as possible, but if you find any errors in the Aadmi Sadak Ka lyrics, please let us know. If you wish to have free downloads of Mohammad Rafi Aadmi Sadak Ka mp3, iPod aac music, Windows Media wma music, ringtones or videos, please visit the relevant links.
