Asha Bhosle - Aap Yaha Aaye Kisliye lyrics

Lyrics » Artists : A » Asha Bhosle » Aap Yaha Aaye Kisliye lyrics

Asha Bhosle - Aap Yaha Aaye Kisliye lyrics

Advertisement

Aap Yaha Aaye Kisliye lyrics by Asha Bhosle
a: aap yahaaN aaye kisliye? k: aapne bulaayaa isliye
a: aaye hain to kaam bhi bataaiye
k: haa.N haaN pahle zaraa aap muskuraaiye
a: muskuraane ki na koi baat hai
k: aji dekhiye to kyaa haseen raat hai
a: oh kaam to bataaiye bataaiye
k: na na na pahle zaraa aap muskuraaiye
a: aap yahaaN aaye kisliye??
k: tere binaa haay a: kyaa?
k: neend nahin aati hai a: achchhaa?
k: yaad teri aakar a: aahaa
k: roz taDpaati hai a: sachmuch?
k: apnaa banaalo a: a?
k: haath zaraa thaam lo a: vaah vaah vaah
k: baar baar dekho na a: kyaa?
k: dil se hi kaam lo a: arrey baabaa kaam to bataaiye
k: kaam seedhaa saadhaa hai a: achchhaa?
k: aji lenaa ek vaadaa hai a: kyaa?
k: aajaa aajaa shaadi kaa iraadaa hai, shaadi kaa iraadaa hai
a: shaadi? aur tumse?
k: haaN haaN! shaadi kaa iraadaa hai
a: shaadi? na baabaa na k: magar kyoN??
a: shaadi to barbaadi hai k: kyaa kahti ho?
a: nahin jaati hai aazaadi hai
k: nahin nahin Monaa! suno to..
a: Taa Taa, bye bye..
k: oh ho aap yahaaN aaye kisliye
aap ne bulaayaa isliye
aaye hain to kaam bhi bataaiye
pahle zaraa aap muskuraaiye

[ Asha Bhosle - Aap Yaha Aaye Kisliye lyrics on http://www.lyricsoncall.com ]

Lyrics info

We are happy to feature these Asha Bhosle Aap Yaha Aaye Kisliye lyrics. These are the words sung by Asha Bhosle in the song, Aap Yaha Aaye Kisliye. These Asha Bhosle - Aap Yaha Aaye Kisliye lyrics are copyright to the rightful owners. We in no way claim the copyright in the lyrics.

We have tried to make these Asha Bhosle Aap Yaha Aaye Kisliye lyrics as accurate as possible, but if you find any errors in the Aap Yaha Aaye Kisliye lyrics, please let us know. If you wish to have free downloads of Asha Bhosle Aap Yaha Aaye Kisliye mp3, iPod aac music, Windows Media wma music, ringtones or videos, please visit the relevant links.

 
Last Of A Dying Breed lyrics Lie To Me lyrics Irthes lyrics Swing Ya Rag lyrics
Single lyrics Swagger Like Us lyrics Rehab lyrics Right Now (Na Na Na) lyrics
Champion lyrics My Life, Your Entertainment lyrics Dead And Gone lyrics Slide Show lyrics

privacy policy | contact us | modile edition | lyrics