Alka Yagnik - Aarzoo Ki Raahon Mein lyrics

Aarzoo Ki Raahon Mein lyrics by Alka Yagnik

Lyrics » Artists : A » Alka Yagnik » Aarzoo Ki Raahon Mein lyrics

Alka Yagnik - Aarzoo Ki Raahon Mein lyrics

Advertisement

Aarzoo Ki Raahon Mein lyrics by Alka Yagnik
--MALE--
Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein
--FEMALE--
Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein
--MALE--
Aao ghar banaaye hum
--FEMALE--
Phir voh ghar sajaaye hum
--MALE--
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana - 2
--FEMALE--
Chhaon leke main aaoon, narm dhoop tum laana
--MALE--
Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein
--FEMALE--
Aao ghar banaaye hum, phir voh ghar sajaaye hum
--MALE--
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana
--FEMALE--
Chhaon leke main aaoon, narm dhoop tum laana
--MALE--
Aarzoo ki raahon mein
--FEMALE--
Dhadkanon ki baahon mein
Din ko sab hawaaon mein ho gulaab ki khushboo
--MALE--
Raat aaye to maheke ek khwaab ka jadoo
--FEMALE--
Haan, din ko sab hawaaon mein ho gulaab ki khushboo
--MALE--
[ Alka Yagnik Aarzoo Ki Raahon Mein lyrics found on http://www.lyricsoncall.com/lyrics/alka-yagnik/aarzoo-ki-raahon-mein-lyrics.html ]
Raat aaye to maheke ek khwaab ka jadoo
--FEMALE--
Raat leke main aaoon, aur khwaab tum laana - 2
--MALE--
Main hawaayein laaoonga, aur gulaab tum laana
--FEMALE--
Aarzoo ki raahon mein
--MALE--
Dhadkanon ki baahon mein
Aasmaan zameen apne hum naye banaayenge
--FEMALE--
Hum yakeen vafaaon ka marke bhi dilaayenge
--MALE--
Ho, aasmaan zameen apne hum naye banaayenge
--FEMALE--
Hum yakeen vafaaon ka marke bhi dilaayenge
--MALE--
Aasmaan main laaoon, aur zameen tum laana - 2
--FEMALE--
Main vafaayein laaoongi, aur yakeen tum laana
--MALE--
Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein
--FEMALE--
Aao ghar banaaye hum, phir voh ghar sajaaye hum
--MALE--
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana - 2
--FEMALE--
Chhaon leke main aaoon, narm dhoop tum laana
--MALE--
Aarzoo ki raahon mein
--FEMALE--
Dhadkanon ki baahon mein

Lyrics info

We are happy to feature these Alka Yagnik Aarzoo Ki Raahon Mein lyrics. These are the words sung by Alka Yagnik in the song, Aarzoo Ki Raahon Mein. These Alka Yagnik - Aarzoo Ki Raahon Mein lyrics are copyright to the rightful owners. We in no way claim the copyright in the lyrics.

We have tried to make these Alka Yagnik Aarzoo Ki Raahon Mein lyrics as accurate as possible, but if you find any errors in the Aarzoo Ki Raahon Mein lyrics, please let us know. If you wish to have free downloads of Alka Yagnik Aarzoo Ki Raahon Mein mp3, iPod aac music, Windows Media wma music, ringtones or videos, please visit the relevant links.

 
Lie To Me lyrics 15 lyrics Last Of A Dying Breed lyrics Bust A Move lyrics
Go To Sleep Little Baby lyrics Champion lyrics Cye lyrics Buatmu Ibu lyrics
Conglomerate lyrics This Is It lyrics Shree Ganeshaya Dhimahi lyrics I Can Transform Ya lyrics

privacy policy | contact us | modile edition | lyrics